agar sochne se puri ho jatin

| posted in , | 0 comments


Jo aansoo na hote ankhon mein,
to aankhen itni khubsurat na hotin.

Jo dard na hota dil mein,
to khushi ki koi keemat na hoti.

Jo bewafai na ki hoti waqt ne,
to wafa ki kabhi chahat na hoti.

Agar sochne se puri ho jatin muraadein to,
dua ki kabhi zarorat na hoti .

Print
0 Responses So far

Post a Comment